Main kal ja raha tha

Subject: Main kal ja raha tha

From: Manoj
Date: Aug 4


Main kal ja raha tha
je meri chappal toot gai

ab chappal to mochi seeta hai
seeta to darzi bhi hai
darzi to kapray seeta hai
kapray to rangeen hotay hain

rangeen to lota bhi hota hai
lota to bathroom main hota hai
bathroom main to nal bhi hota hai
nal to lohay ka hota hai
lohay ki to istiri bhi hoti hai
istri to garam hoti hai
garam to Custard bhi hota hai
custard to peela hota hai
peela to chooza bhi hota hai
chooza to anday main se nikalta hai
anda to sufaid hota hai
sufaid to doodh bhi hota hai
doodh to bhains daiti hai
bhains to kaali hoti hai
kaala to bangali bhi hota hai
bangali to paan khata hai
paan to laal hota hai
laal to gulab main bhi hota hai
gulaab main to kantay hotay hain
kantain to machli main bhi hotay hain
machli to achchi hoti hai
achcha to Bander bhi hota hai
bander to bander hota hai
ye mail padhne wale bunder jaisay hotay hain
jo padh kar apna time barbaad karte hain..
well, chillao mat pura padho......
upar wale nay aap ko bhaija to bhaija..
per bhaija to aisa bhaija,
ki bhaije main bhaija hi nahi bheja..
ye mujhe kisi ne bheja..
isliye maine aap ko bheja!

Wah! Wah! Wah!


Have you ever noticed... anybody going slower than you is an idiot. And anyone going faster is a maniac.

Bye from jaa.

No comments: